Kaise jiyen jaa rahein hain, hum tujhe ei-zindagi..
Ek manzil hai nahin, kai manzilein ei-zindagi..
paane ki hai khwahishein aseem ei-zindagi...
khone ki hai gunjayish, har lamhe mein ei-zindagi...
Teri khatir ya meri khatir jiyun, bata ei-zindagi..
Iss sahi aur us galat mein kyun hai uljhi ei-zindagi..
Kuch hai paana kuch hai khona kabhi hasna kabhi hai rona,
kyun inn aise tukadoan se judke banti hai tu ei-zindagi..
Aa dekh mujhko, kya main hoon aks tera?
Kya mujh mein hai dekhta tujhko lakshya tera?
Phir kyun judti hai tu har lamhe se mere?
Kyun hai bandhi tu har dhadkan se mere?
Tujko jeeene ke hai qaiydey ye kehte hai log yahaan..
Tere ehsaas ko kehte hain sab anmol yahaan..
Teri shartoan aur sharaaratoan se samjhauta karne ko kehtey hain sab log yahaan..
Khud se tudkar tujh se judne ko kehtey hain sab log yahaan..
Nahi gila na shikwa mujhe tujhse ei-zindagi...
hai alag ya juda raasta, nahi pata mujhe ei-zindagi...
Hai pata mujho wo raza jo is dil mein pal rahi...
jo mai jiya hoon aur jiyunga wo bane pehchaan meri..
judna gar hai tujhko usse se to jud jaana ei-zindagi...

No comments:
Post a Comment
Let your perceptions flow